Zindagi me jab koi anjani raah par chalna pade
To har kisi par bharosa kar pana aasan nhi hota………
Har khushi jab dur hoti nazar aaane lage
To un khushiyon ko thaam pana aasan nhi hota……..
Dil me jab uthne lage toofan dard k
Un toofano ko sahil tak sambhal pana aasan nhi hota………..
Asaani se jis manzil ko paya ja skta tha gar wo manzil peeche chut jaaye
To fir uss manzil ko haasil krne ka ek aur mauka mil pana aasan nhi hota……
Dil ki baton ko aksar aankhon me padha ja skta h
Uske liye har lafz bol kar bata pana aasan nhi hota……
Koi jab na samjhe aapke dil ki gehraiyon se aati awaaz ko
To koi uss insane ko samjhaye k har baat keh paana asaan nhi hota…..

No comments:
Post a Comment